Question 16

Mere Kuch poochhe gaye sawalo ke sahi jawaab.. 1) pruthvi ke upgrah ka naam ans: jaise ki kuchh planet ke upgrah hai. jaise ki march k 2 chandr (upgrah) hai.. fobos and dymos, aise hi earth ke chandr(upgrah) ka naam "LUNA" hai, 2) pruthvi apni dhuri par 23 h, 56 m, 4s nad 6nano second leti hai, kuch mahine pahele ye time 23/56/4 hi tha but china ke great three grgs dam ke bante hue , pani ka thehrav aur force ki wajah se earth ki gati me 6 nano secnd ka fark aagay hai 3)pruthvi ka sabse takatvar jeev chinti hai, wo apne body k wazan se 50/60 guna weight utha sakti hai 4) anand aur kasparov ne 5 match khele the, lekin ek dusre k sath nahi, kisi aur player k sath.

6 year ago
Md Amin
Md Amin

A student has financial issues in his home, he is going to earn money instead of going to school. as a teacher, what can we do in this situation ?

6 year ago
Md Amin
Md Amin

Kya aap jante hai ki pruthvi (earth) ka ek din kitne ghante ka hai..? pruthvi apni dhuri par ek chakkar kitne time me poora kar leti hai.?

6 year ago
Md Amin
Md Amin

duniya ka sabse taakatvar jeev kaunsa hai.?

6 year ago
Md Amin
Md Amin

pruthvi ka jo upgrah hai uska naam kya hai.?

6 year ago
Md Amin
Md Amin

aapke anusaar pruthvi kevinash k baad dusri sajeev sristti konse planet ya kaunsi galaxy me paayi ja sakti hai,..? aur kyu? krupya reason bataye....

6 year ago
Md Amin
Md Amin
loader-image