Study Spot
Customized learning paths based on interests
Vigyan vishay mein shikshan karya karvate samay balkon ko pariyon ke madhyam se sikhaya jaaye to Kya hua behtarin tarike se Gyan arjit kar sakte hain kya
Ganit ke shikshan karya mein kin kin sahayak samagri ka prayog Kiya ja sakta hai jisse shikshan karya behtarin aur ruchikar ho sake palko ke liye
Kaksha mein shikshan karya karvate samay ek shikshak ko aisa kya karna chahie jisse balak kriyashilta ke sath adhyayan Karen aur unka man bhi adhyayan mein laga Rahe aur vah padhne mein Ruchi Le sake
Kaksha mein balak ka man nahin lagta to Ham aisa Kya Karen ki balak Man aur sharir se uska dhyan kaksha mein rahe
Kya shiksha ke madhyam se Hi ek Sundar samaj ki kalpana ki ja sakti hai aur ek achcha dhanche ka nirman Kiya ja sakta hai jo samaj ko behtarin disha pradan kar saken
Kya Kahani ke madhyam se balko ke vicharon mein aur unki abhivyakti mein parivartan laya ja sakta hai