Study Spot
Customized learning paths based on interests
kuch model use krke. game khelvakr bchho ko pdane ka try kre jishse bchhe activate rhenge... bchho ko bahr ghumane le jye unhe alg alg chijo ko dikhye...
Pahle bachhe ke purv gyan ko Janana chahiye usase pata chal jayega ki bachhe ka kaun sa paksha jyada kamjore h to use Hisab se Hm vibhenna prakar ke takniki prayog kar aur apni bhasa ko aur saral bana kar padha sakte hai
Class m entry krne k bad bacho Ko sant karwana h uske Baad unko Batana chahiye ki hum ky topic padhayenge uske Baad usko ache se bacho Ko model char projector k help se unko us topic Ko padhana chahiye jisse bacho ka interest banarahe aur bich bich m usse related questions puchna chahiye taki bacho ka Dhyan rahe aur teacher Ko Apne subject ka ache se knowledge rahnachahiye
Bachhon ke knowledge level ke hisab se padhaye and class ko attractive bnaye taki student concentrste hokar shanti se sune ki aap unhe kya padha rhi hai to isse unhe aasani se samajh me aaega
Teaching learning material ka used kre. Student ko motivation de digram se sanjhaye unko purva know lege se jode