Aarav Thakur
Follow
Posted 6 year ago
एक शिक्षक के रूप में जब आप देखते या सुनते हैं, कि एक बच्चा अपमानित हो रहा है  या शोषित हो रहा है तो उस बारे में आप क्या करेंगे???????
1 Answer(s)
Nisha Nikam
Follow
Posted 6 year ago Nisha Nikam

Agar koi student mere samane apmanit ho raha hota hai to me tab bas dekhati hu sab bat ko samajti hu our jab mera class hota hai tab me us bacheko samjati hu kabhi kabhi kya hota hai kuch student galti nahi karte phirbhi apmanit hote hai kyoki unko kya bolna hai ya kya puchana hai our kisko puchana hai ye samajta nahi hai to teacher unhe dat deti hai our class ke bahar khada kardeti hai .per use kya hota hai vah student use period ka kuch sikh nahi sakata our dusare din bhi kuch padh nahi sakhata to meme decide kiya ki unko bhar khada karna our unko jorse datna bilkul nahi karati hu.

Aarav Thakur
Follow
Aarav Thakur

Yahi chij hume doosre teachers ko bhi sikhana chahiye ki bachho ko jor se daantna ya unhe class ke bahar khada karna sahi nahi ho sakta. uttar ke sath apka sujhaav bahut hi achha laga. Dhanyawad

04 Dec 2019