Study Spot
Customized learning paths based on interests
Unko kuch activity ka leader banavo .unoko responsibility do Ki ye apko hi karna jai.
आप उन बच्चो के माता से बात कर सकते हो किस वजह से उनके बच्चे घर पर होमवर्क नहीं कर पा रहे है !
Bheelbhan ji. Yadi bacchon ko concepts samajh aaney ki baawjood homework nahi kar rahein, iska bacchon key ghar ke vatavaran bhi karand ho sakta hai. for example: ghar par shaant jagah ka na hona, ghar mein light ki kami aur baithney ki vyavastha na hona, ghar par abhibhavak ke kaarand bacchey mein tanaav hona. Agar bacchon key abhibhavakon ko concepts nahi bhi aatey hon, par ve bacchon se agar roz thoda samay nikalein aur poochein ki homework aaj kya mila, aur thoda pyaar se baat karein, to bacchey homework zaroor karengein. Yeh try karein aur apna experience share karein. Neechay diye gaye link ko khol kar Pass your time waala video zaroor dekhien
https://gurushala.co/content?category%5B0%5D=9&page=2