Study Spot
Customized learning paths based on interests
Education kuch is prakar hona chahiye jahan har tarah ke bache ko mauka mile participate aur excel karne ! Also mujhe lagta hai ki assesment pe humhe dhyaan dena chahiye aur questions ke pattern ko change karna chahiye because ek tarah ka assesment har bache ki capability ko dhyaan mein rakhte hue !
Muze lagata hai ki 3 idiots jaisi honi chahiye sub practical padhana chahiye matalab agar hamne electric charge ka concept padhaya to hame uska pura practical dikhana chahiye .sky me lightning usi vajese hoti ye sikhana chahiye .to sab bache Rhancho banenge , Chatur nahi .all is well.
More Information.
https://en.wikipedia.org/wiki/Education_in_IndiaEducation kuch is prakar hona chahiye jahan har tarah ke bache ko mauka mile participate aur excel karne ! Also mujhe lagta hai ki assesment pe humhe dhyaan dena chahiye aur questions ke pattern ko change karna chahiye because ek tarah ka assesment har bache ki capability ko dhyaan mein rakhte hue !
आज के युग में शिक्षा रोजगार परक होनी चाहिए शिक्षा द्वारा बच्चे स्वयं अपना रोजगार कर सके ऐसी शिक्षा हमारे भारत के होनी चाहिए ताकि भारत से बेरोजगारी को दूर किया जा सके