Md Amin
Follow
Posted 6 year ago
answer:
zinda aur mare hue insaan ki body ka weight me 21grms ka diffrent aata hai..

ek research se pata laga hai ki jab insaan marta hai to uska weight suddnly within 1 second me 21grams kam hojata hai,ghat jata hai,
.
aisa kyu hota hai ye abhi tak koi nahi jaan saka,

shayad aatma ka hi weight samaj lijiye.!!!!!
1 Answer(s)
Anjum Nahid
Follow
Posted 6 year ago Anjum Nahid

Not satisfied with answer...kindly reexplain