Study Spot
Customized learning paths based on interests
Agar hum bachhon ko sirf text book se padhayenge, unke liye yaad karna difficult ho jata hai.
Humein bachhon ko iss tarah se padhana chahiye ki unhe concepts samajhne mein interest ho, aur unhe apne education ka real life applivabilty samajh aayen.
The best approach is to teach through activities. Aap projects aur anya aisi activities ke through chaatron ko padhayenge toh woh long duration ke liye concepts ke saath engage karenge, aur isse unhe samajhne aur yaad rakhne mein bhi asaani hogi.