Study Spot
Customized learning paths based on interests
Yeh aapne bahut mahtvpoorn baat saajha kri hai. khel kaafi schools me anivarya hota hai. Physical Education jaise vishay se adhyapakon ko khel me jaane ka mauka milta hai. Khel ko ek Vishay ki tarah dekhna ek bat hai aur shikshan me khel ka istemaal krna ek alag bat hai. Yahi krne ka prayas krna chaiye.
Yes sir aap ki soch bilkul sahi hai kyunki syllabus ke saath saath bacchon ke liye kuch samay khelna bhi zaruri hai... present situation Covid 19 me bacche bahar aanahee sakthe ... usee samay online classes may hee unko quiz and colouring Puzzle games drawing etc games me participate karaa sakthe hai...
Yeh aapne bahut mahtvpoorn baat saajha kri hai. khel kaafi schools me anivarya hota hai. Physical Education jaise vishay se adhyapakon ko khel me jaane ka mauka milta hai. Khel ko ek Vishay ki tarah dekhna ek bat hai aur shikshan...