Kalpana Rajauriya
Follow
Posted 5 year ago
वर्तमान समय में विद्यार्थियों की सोच बन गयी है कि हमारे माता पिता फीस दे देते हैं ,उसके बाद शिक्षक को हमपर ज्यादा दबाब बनाने का हक नहीं रहता ...आपको भी ऐसा लगता है क्या ? और क्या यह सोच सही है ?
2 Answer(s)
Vaishali Gaur
Follow
Posted 5 year ago Vaishali Gaur वैशाली

Ye soch bilkul galat hain. Kyoki teachers students ko padane k liye prarit krte hain. Ek teacher hi students main sabhi gunno ka samavesh krta hain. Kewal fees dene matra se hi parents ki responcibility puri nhi hoti h unke aur bhi duties h. Isliye agar koi student ye soch rkhta h to ye Bilkul shi nhi h

Chandni Dabral
Follow
Posted 5 year ago Chandni Dabral

Aapne bilkul sahi kha aaj aisi soch samaj me dikhayi deti h bacho me is trah ki soch K jimmedar abhibhavak bhi h, bacho ko prne K liye prerit krna akele shikshak ki hi jimedari nhi blki abhibhawako ki bhi h